Friday 24 February 2017

Best Antivirus For Android (Shocked) Must Read (Hax4Us)

1 comment
TechGyan In Hindi (Hax4Us)
Dosto Aaj TechGyan In Hindi Me Hum Janege Ki Android Phone ke liye Sabse Best Antivirus Kon Sa Hai...

Chaliye Dekhte Hai..

Dosto Agar Me aapse bolu ki aap hi vo best antivirus hai jisse aapka mobile kabhi infected nahi hoga to aap sochoge ki ye kese possible hai ?

But my friends it is possible and me aapko bata du ki aaj kal Sabhi log different different apps install karte hai jisse vo virus se bache rahe jese kespersky , avast , or bhi other applications Jo ye kehti hai ki humari app install Kariye aapka mobile safe rahega.

Dosto ESA kuch bhi nahi hai , acha ek baat sochiye ki Linux OS me kyo koi antivirus software install ni rehta hai , because dosto kisi bhi Linux kernel me 0.01 % chances hote hai Ki vo virus se infected ho.

And Humara Android OS (Operating System) Bhi Linux kernel Pr hi based hai.

Means Android me bhi 0.01% chances hote hai ki usme virus enter kare hai and play store me antivirus jesi applications ki koi kami nahi hai but sab waste hai.

Aapko pagal banane ke liye vo apps each day new new notification deti rehti hai like new virus detected , clean now junk files ya or bhi faltu notification jisse Aap sochte hai ki sach me virus detect ho gya hai and ye app work kar rahi hai.

But actually me ESA nahi hai , apka android jaldi infected nahi ho sakta and kuch conditions hai jinme vo infected ho sakta hai to esi conditions create na kare , fir aap keh sakte hai ki " I am the best antivirus for my android. "

1. Untrusted sites se downloaded apps install na kare.
2. Jitna ho sake play store ka hi use kare.
3. Third party apps usi source se download kare Jo popular ya famous ho like apkfree.
4. Avast , Kasper sky Jesi apps install karne ki koi need nahi hai.

Note :- Agar Aapko Iss Post Se Related Koi Bhi Problem Hai To Aap Comment Me Pooch Sakte Hai.
If You Enjoyed This, Take 5 Seconds To Share It

1 comment:

  1. Sir is antivirus ka nam kya h or kon sa app h jise mera phone bhi virus se bach sake plz whatsapp me bata de lokesh sir.... Thank you so much.....

    ReplyDelete